Bacche ki uchch shiksha ke liye paisa jutaana aaj har mata-pita ki sabse badi chinta hai. Engineering ₹8-15 lakh, Medical ₹20-50 lakh, MBA ₹10-25 lakh. Abhi se planning zaroori hai.
LIC Jeevan Tarun (Plan 734)
Sabse lachila bachcha plan. 20-24 varsh mein har saal 5%, 10%, 15%, ya 20% milta hai. Shesh 25 varsh par milta hai.
Udaharan: 5 varshiya baccha, ₹5 lakh SA, 20 varsh - anumaanitwarshik premium ₹20,000-24,000. 20-24 mein har saal ₹50,000-1,00,000. 25 par shesh + bonus.
LIC New Children's Money Back (Plan 832)
18, 20, 22, 24 varsh par SA ka 20-20% milta hai. College admission, postgraduation, shaadi - sahi timing.
LIC Jeevan Kishore
0-12 varsh ki aayu mein lein. 25 varsh par ekamuusht SA + bonus.
Waiver of Premium - Zaroori Hai
Teeno plans mein yah rider zaroor lein. Mata ya pita ki mrityu ho jaaye toh bhavishya ke premium maaf ho jaate hain.
Hamare maturity calculator se anumaan lagaayein. 9415313434 par Ajay sir se baat karein.